Saturday, August 22, 2009

शहर की इस दौड में दौड के करना क्या है?

अगर यही जीना हैं दोस्तों... तो फिर मरना क्या हैं?

पहली बारिश में ट्रेन लेट होने की फ़िकर हैं......

भूल गये भींगते हुए टहलना क्या हैं.......

सीरियल के सारे किरदारो के हाल हैं मालुम......

पर माँ का हाल पूछ्ने की फ़ुरसत कहाँ हैं!!!!!!

अब रेत पर नंगे पैर टहलते क्यों नहीं........

१०८ चैनल हैं पर दिल बहलते क्यों नहीं!!!!!!!

इंटरनेट पे सारी दुनिया से तो टच में हैं.......

लेकिन पडोस में कौन रहता हैं जानते तक नहीं!!!!

मोबाईल, लैंडलाईन सब की भरमार हैं.........

लेकिन ज़िगरी दोस्त तक पहुंचे ऐसे तार कहाँ हैं!!!!

कब डूबते हुए सूरज को देखा था याद हैं??????

कब जाना था वो शाम का गुजरना क्या हैं!!!!!!!

तो दोस्तो इस शहर की दौड में दौड के करना क्या हैं??????

अगर यही जीना हैं तो फिर मरना क्या हैं!!!!!!!!
Pyar na aata tha tune sikha diya,
Tadpe na the itna tune tadpa diya,
udas rehne lage hain ab,
Roi nathe the kabhi tune roola diya..

Ye wafa ka silaa hai to koi baat nahi,
Ye dard apno ne diya hai to koi baat nahi,
Yehi bahut hai ki vo dekh rahe hai kinare se,
hum doob rahe hai to koi baat nahi..

Tammana se nahi tanhai se darte hain
pyaar se nahi ruswaai se darte hain
milne ki to bohat chahat hai
par milne ke baad judaai se darte hain..

Dil todna humari aadat nahi
Dil hum kissi ka dukhate nahi
Bharosa rakhna meri wafaon pe
Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi..

Yaad mein teri aanhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi..

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi..
दोस्ती नाम नहीं सिर्फ़ दोस्तों के साथ रेहने का..
बल्कि दोस्त ही जिन्दगी बन जाते हैं, दोस्ती में..

जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की.
देखो जो आईना तो दोस्त नज़र आते हैं, दोस्ती में..

येह तो बहाना है कि मिल नहीं पाये दोस्तों से आज..
दिल पे हाथ रखते ही एहसास उनके हो जाते हैं, दोस्ती में..

नाम की तो जरूरत हई नहीं पडती इस रिश्ते मे कभी..
पूछे नाम अपना ओर, दोस्तॊं का बताते हैं, दोस्ती में..

कौन केहता है कि दोस्त हो सकते हैं जुदा कभी..
दूर रेह्कर भी दोस्त, बिल्कुल करीब नज़र आते हैं, दोस्ती में..

सिर्फ़ भ्रम हे कि दोस्त होते ह अलग-अलग..
दर्द हो इनको ओर, आंसू उनके आते हैं , दोस्ती में..

माना इश्क है खुदा, प्यार करने वालों के लिये "अभी"
पर हम तो अपना सिर झुकाते हैं, दोस्ती में..

ओर एक ही दवा है गम की दुनिया में क्युकि..

कहाँ से आती है ये हिचकियाँ
ना जाने कौन फरियाद करता है
खुदा हमेशा सलामत रखे उन्हें
जो हमे दिल से याद करता है

Takrar Bhi Dosto Se Hai........

Takraar bhi doston se hai
Pyar bhi doston se hai

Roothna bhi doston se hai
Manana bhi doston se hai

Baat bhi doston se hai
Misaal bhi doston se hai

Nasha bhi doston se hai
Shaam bhi doston se hai

Zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai
Zindagi main mulakaat bhi doston se hai

Mohabbat bhi doston se hai
Inaayat bhi doston se hai

Kaam bhi doston se hai
Naam bhi doston se hai

Khyal bhi doston se hai
Armaan bhi doston se hai

Khvab bhi doston se hai
Maahol bhi doston se hai

Yaadein bhi doston se hai
Mulakaatein bhi doston se hai

Sapne bhi doston se hain
Apne bhi doston se hai

Ya yoon kahoon yaro
Apni to duniya hi doston se.
"Friends Forever.......

Friday, August 21, 2009

Ek ladki rozana burke main collage jati thi....
Ek ladka us ladki ko behut pyar karta tha..
Ladka rozana us ladki ko raste main jate hua cheda karta tha....
ladka ladki se kehta......
E parda nashi ...
parda hata aur apne husn ka jalwadikha..
Ladki uski baat ko sunti aur chupchap chali jati...
Ek din ladke ne raste me ladki ka haath pakadkar kaha...
Jaan ,janemaan, janejigar, jane tamanna..
agar tumne kal meri mohabbat ko kabul nahi kiya to main apni jaan de dunga.
Ladki muskurakar chali gayi..
Ladki 3 - 4 din tak collage nahi gayiBad main ladki ko pata chala ki ladke ne such me khudkhushi kar li hai..
Ladki roti huyi ladke ki KABR par gayi or apna nakab khol kar boli..
A mere gumnam aashiq dekh teri mehbooba aayi hai ji bhar ke uska didar kar le..
Tabhi KABR main se aawaz aati hai..
A khuda ye teri kaisi khudai hai,Aaj hum parde me hain aur wo benakab aayi hai.